Ek ashq aankhon se nikalta hai, Aur dil main utar jaata hai Waqt ki karwatein badalte hi, Har oor bikhar jaata hai Zindagi ki kadwahat, Aur safar ki gard ko Dhote dhote hi, Na jane kitna waqt guzar jaata hai Sambhalo chaahein jitna, ashqon ko palkon ke tale Jab sailab umadta hai, to had se [...]
